SONG: Yeh Barkha Bahaar, Sautaniya Ke Dwaar - ये बरखा बहार, सौतनिया के द्वार

Yeh Barkha Bahaar, Sautaniya Ke Dwaar - ये बरखा बहार, सौतनिया के द्वार

LYRICS:
yeh barkha bahaar, sautaniya ke dwaar na ja more saanware piya yeh barkha bahaar, sautaniya ke dwaar na ja more saanware piya na ja more saanware piya na ja more saanware piya andheri rat ghataao se dard barasega andheri rat ghataao se dard barasega tere bina jale yeh dil sej pyar tarasega mai ro ro maru, tore paiya padu na ja more saanware piya yeh barkha bahaar, sautaniya ke dwaar na ja more saanware piya na ja more saanware piya na ja more saanware piya tere bagair kya maja hai jindagani me tere bagair kya maja hai jindagani me na jao beraham laga ke aag pani me na jao beraham laga ke aag pani me yeh thandi phuhar, yeh koyal pukaar na ja more saanware piya yeh barkha bahar, sautaniya ke dwaar na ja more saanware piya na ja more saanware piya na ja more saanware piya ghadi nahi yeh dil ke sabr aazmaane ki ghadi nahi yeh dil ke sabr aazmaane ki hai rut najar se najar, dil se dil milane ki yeh pahala ashad dikha de dulaar na ja more saanware piya yeh barkha bahaar, sautaniya ke dwaar na ja more saanware piya na ja more saanware piya na ja more saanware piya tere baghair kya maja hai jindagani me tere baghair kya maja hai jindagani me na jao beraham laga ke aag pani me na jao beraham laga ke aag pani me yeh thandi phuhaar, yeh koyal pukaar na ja more saanware piya yeh barkha bahaar, sautaniya ke dwaar na ja more saanware piya na ja more saanware piya na ja more saanware piya