SONG: Ye Zindagi Ki Uljhane Ye Gam Ki Maharbaniya - ये जिंदगी की उलझने ये गम की मेहरबानियाँ

Ye Zindagi Ki Uljhane Ye Gam Ki Maharbaniya - ये जिंदगी की उलझने ये गम की मेहरबानियाँ

LYRICS:
ye zindagi ki uljhane ye gam ki maharbaniya bas ab to mot hi mile to khatam ho kahaniya ye zindagi ki uljhane ye gam ki maharbaniya bas ab to mot hi mile to khatam ho kahaniya oo mere pyar ki kali khili rahe tu umar bhar mai kitni badnasib hu ki ja rahi hu chhod kar ye teri mushakarate ye teri bejubaniya bas ab to mot hi mile to khatam ho kahaniya ye zindagi ki uljhane ye gam ki maharbaniya bas ab to mot hi mile to khatam ho kahaniya bas ab to gam se har ke pukarta hai dil yahi bujha de us chirag ko jo de sake na roshani mita de aisi zindagi jisme badgumaniya bas ab to mot hi mile to khatam ho kahaniya