SONG: Ye Zindagi Ka Mausam Aur Ye Sama Suhana - ये जिंदगी का मौसम और ये समां सुहाना

Ye Zindagi Ka Mausam Aur Ye Sama Suhana - ये जिंदगी का मौसम और ये समां सुहाना

LYRICS:
ye zindagi ka mausam or ye sama suhana aao yahin banale dum bhar ko aashiyana ye zindagi ka mausam or ye sama suhana aao yahi banale dum bhar ko aashiyana ye zindagi ka mausam ye jhumti bahare ye pyar ke najare ye jhumti bahare ye pyar ke najare ji chahta hai is dum koi hume pukare ji chahta hai is dum koi hume pukare koi hume pukare is anjuman me aake dil ho gaya diwana ye zindagi ka mausam or ye sama suhana aao yahi banale dum bhar ko aashiyana ye zindagi ka mausam najre bahak rahi hai jalwe nikhar rahe hain najre bahak rahi hai jalwe nikhar rahe hain didar karne wale didar kar rahe hain didar karne wale didar kar rahe hain didar kar rahe hain najre kahin hain katil or kahin pe hai nishana ye zindagi ka mausam or ye sama suhana aao yahin banale dum bhar ko aashiyana ye zindagi ka mausam