SONG: Ye Zindagi Hamari Kya Khub Jindagi Hai - ये जिंदगी हमारी क्या खूब जिंदगी है

Ye Zindagi Hamari Kya Khub Jindagi Hai - ये जिंदगी हमारी क्या खूब जिंदगी है

LYRICS:
ye jindagi hamari kya khub jindagi hai ye jindagi hamari kya khub jindagi hai har lamha hai paraya har saas ajnabi hai ye jindagi hamari kya khub jindagi hai phulo ki justjuo me kate bhi hath aaye phulo ki justjuo me kate bhi hath aaye rone ki koshishe ki to hoth muskuraye aasu ya muskurahat har chiz ek si hai ye jindagi hamari kya khub jindagi hai kabhi din hue andhere kabhi rat jagmagayi kabhi din hue andhere kabhi rat jagmagayi kabhi apni na ummidi ummid ban ke aayi samjhe jise syahi dekha to roshni hai ye jindagi hamari kya khub jindagi hai ye jindagi hamari kya khub jindagi hai