SONG: Ye Zindagi Hai Do Char Din Ki - ये ज़िंदगी है दो चार दिन की

Ye Zindagi Hai Do Char Din Ki - ये ज़िंदगी है दो चार दिन की

LYRICS:
ye zindagi hai do char din ki ye zindagi hai do char din ki do char din me har ek baat kar lo ye zindagi hai do char din ki do char din me har ek baat kar lo kal ki khabar kya milna hai to fir kal ki khabar kya milna hai to fir tum aaj hi mulakat kar lo ye zindagi hai do char din ki dil me na rah jaye ye dil ki baate dil me na rah jaye ye dil ki baate thode se din hai thodi si rate thode se din hai thodi si rate o dosto mauj din raat kar lo ye zindagi hai do char din ki do char din me har ek baat kar lo ye zindagi hai do char din ki aao tumhe mai dil me basa lu aao tumhe mai dil me basa lu koi kasam mai sar pe utha lu koi kasam mai sar pe utha lu wada koi tum mere sath kar lo kal ki khabar kya milna hai to fir tum aaj hi mulakat kar lo ye zindagi hai do char din ki