SONG: Ye Zindagi Ek Jua Hai Ye Zindagi - ये जिन्दगी एक जुआ है ये जिन्दगी

Ye Zindagi Ek Jua Hai Ye Zindagi - ये जिन्दगी एक जुआ है ये जिन्दगी

LYRICS:
ye zindagi ek jua hai ye zindagi ye zindagi ek jua hai ye zindagi kabhi to isme jit hai pyare kabhi hai isme haar daao pe daao lagate jana na ghabrana yaar ye zindagi ek jua hai ye zindagi na chalaki na hoshiyari na chalti tasdik juye mein aahe chalti hai to wo hai takdeer chalti hai to wo hai takdeer kar le bharosa kismat pe tu kar le bharosa kismat pe kyo baithi kismat haar ke ye zindagi ek jua hai ye zindagi jivan bhar to haar ke tune liye nahi hai theke na jane ki bath mein aa jaye teen ikke aa jaye teen ikke ye baaji to patti ki hai ye baaji to patti ki hai iska kya aebaar ye zindagi ek jua hai ye zindagi hey dil walo ka khel hai isme jhuth chale na bhai jitna chahe jor laga le jitengi sachchai jitna chahe jor laga le jitengi sachchai samjh ke bhi jo na samjhe samjh ke bhi jo na samjhe hogi teri haar ye zindagi ek jua hai ye zindagi kabhi to isme jit hai pyare kabhi hai isme haar daao pe daao lagate jana na ghabrana yaar ye zindagi ek jua hai ye zindagi