SONG: Ye Zindagi, Aaj Jo Tumhaare Badan Ki - ये जिंदगी है, ये जिंदगी है, ये जिंदगी है

Ye Zindagi, Aaj Jo Tumhaare Badan Ki - ये जिंदगी है, ये जिंदगी है, ये जिंदगी है

LYRICS:
ye zidagi, ye zidagi, ye zidagi aaj jo tumhare badan ki chhoti badi naso me machal rahi hai tumhare pairo se chal rahi hai ye zidagi, ye zidagi tumhari aawaz me gale se nikal rahi hai tumhare lafzo me dhal rahi hai ye zidagi, ye zidagi, ye zidagi jaane kitni sadiyo se yun hi shaqle badal rahi hai ye zidagi, ye zidagi badalti shaqlo badalte zismo me chalta phirta ye ek sharara jo is ghadi naam hai tumhara isi se saari chahal pahal hai isi se roshan hai har nazara sitaare todo ya ghar basaao qalam uthaao, ya sar jhukao tumhaari aankho ki roshni tak hai khel sara ye khel hoga nahi dubara ye khel hoga nahi dubara ye khel hoga nahi dubara