SONG: Ye Zamin Hai Do Dilo Ke Pyar Ki - ये ज़मीं हैं दो दिलो के प्यार की

Ye Zamin Hai Do Dilo Ke Pyar Ki - ये ज़मीं हैं दो दिलो के प्यार की

LYRICS:
ye zami hai do dil ke pyar ki khil gayi kali kali bahar ki jabse tumse mast aankhe char ki mil gayi hai zindagi karar ki pyar ki pyar ki pyar ki man ka deep jal utha hai aaj e sanam halki halki roshani me kho gaye hai hum man ka deep jal utha hai aaj e sanam halki halki roshani me kho gaye hai hum sham dhal chuki hai intzar ki mil gayi hai zindagi karar ki pyar ki pyar ki pyar ki dar na ab jamane se ab tu muskuraye ja dil ke ye madhur tarane gun gunaye ja dar na ab jamane se ab tu muskuraye ja dil ke ye madhur tarane gun gunaye ja jit hoti hai hamesha pyar ki mil gayi hai zindagi karar ki pyar ki pyar ki pyar ki ye zami hai do dil ke pyar ki khil gayi kali kali bahar ki jabse tumse mast aankhe char ki mil gayi hai zindagi karar ki pyar ki pyar ki pyar ki