SONG: Ye Wo Jagah Hai - ये वो जगह है

Ye Wo Jagah Hai - ये वो जगह है

LYRICS:
ye wo jagah hai jahaan ghar lutaaye jaate hai ye wo jagah hai jahaan ghar lutaaye jaate hai film studio jawaan dil yahaan ullu banaaye jaate hain jawaan dil yahaan ullu banaaye jaate hain haan banaaye jaate hain ye shehri duniya hai ilaaz ishq ka hota hai bhaap bijli se ilaaz ishq ka hota hai bhaap bijli se cigaar peeke yahaan dil jalaaye jaate hain cigaar peeke yahaan dil jalaaye jaate hain karam kareem ka hai jo safed powder se karam kareem ka hai jo safed powder se siyaah-rukhon ke andhere mitaaye jaate hain siyaah-rukhon ke andhere mitaaye jaate hain banaayi filmi khudaaon ne saikdo laila banaayi filmi khudaaon ne saikdo laila jo collego mein ab majnu banaaye jaate hai jo collego mein ab majnu banaaye jaate hai jo kaam maange hain bekaar car waalon se jo kaam maange hain bekaar car waalon se bajaa ke bhonpu bajaa ke bhonpu bechaare daraaye jaate hain bajaa ke bhonpu bechaare daraaye jaate hain