SONG: Ye Wo Dharti Hai Jaha Bhagwan - ये वो धरती हैं की जहाँ

Ye Wo Dharti Hai Jaha Bhagwan - ये वो धरती हैं की जहाँ

LYRICS:
ye wo dharti hai ki jaha ye wo dharti hai ki jaha bhagwan mile insan se duniya walo suno kahani vhar dham ke dhyan se ye mandir hai jagarnath ka deta hai puja ka fal kare tapsya indar dayun ne tap se sukh gaya jangal tap se kante phul bane fir jangal mein chhaya mangal tap se kante phul bane fir jangal mein chhaya mangal parkat ho gaye krishan kanhaiya parkat ho gaye krishan kanhaiya raja ka uddhara kiya is dharti ka dukh harne ko raja ko udhar diya kaha tumhari puja se main is dharti par aaya hu bhakto ki chha karne ka main vachan sath mein laya hu kaha krishan ne sagar mein tairta hai ladki ka tukda us tukde ko lao usme chhupa hua mera mukhda raja gaya bhag lagre liya tairta tukda socha ab ye door karega janm marn ka sab dukhda puja kari sath rani ke tukde ko samma diya tabhi vishvkarma ne kar bhakto ka kalyan kiya raja rani ne uthkar ke kiya vishvkarma bandan khel utha unke mukhde par jivan ka sukh abhinanadan raja rani ne uthkar ne diya vishvkarma ke hath lekar pahunche murti rachane nar ko nach nachte nath baithe rachate murti nath ki bhakt waha par dhyan se kaha tees din ke pichhe tum deep jalana maan se idhar vishvkarma rachana ki sundar kala dikhate the kat chhant bal bhadr subhdra mohan murti banate the udhar maharani ke naina darshan ko the tod diya rani ne dhiraj bita nahi mahina tha hui anguthi puri lekin jadna abhi nagina tha rani ne dhiraj ko tang kar khol diya mandir ka dwar rahi adhuri murti chhodkar gaye vishvkarma shamshan rahi kath ki murti adhuri rani ke agaan se tribhujan ka klyan hua shiri jaganarth muskan se ye wo dharti hai ki jaha bhagwan mile insan se duniya walo suno kahani char dham ke dhyan se