SONG: Ye Tohfa Tumhare Pyar Ka - ये तोफा तुम्हारे प्यार का

Ye Tohfa Tumhare Pyar Ka - ये तोफा तुम्हारे प्यार का

LYRICS:
ye tohfa tumhare pyar ka dil se pyara jan se pyara ye tohfa tumhare pyar ka dil se pyara jan se pyara ungli me meri anguthi tumhari chamka meri kismat ka tara ye tohfa tumhare pyar ka dil se pyara jan se pyara duniya me meri tum aa gaye ho aankho me meri tum cha gaye ho duniya me meri tum aa gaye ho aankho me meri tum cha gaye ho meri ummido ki duniya ko tumne kya kya nikhara kya kya sawara ye tohfa tumhare pyar ka dil se pyara jan se pyara kaisa jagaya mohabbat ka jadu dil pe bhi apne nahi ab to kabu kaisa jagaya muhabbat ka jadu dil pe bhi apne nahi ab to kabu kaisi azab hai mohabbat ki bazi dil tha hamara ab hai tumhara ye tohfa tumhare pyar ka dil se pyara jaan se pyara nazro se paigam dete hi rahna is dil ko aaram dete hi rahna nazro se paigam dete hi rahna is dil ko aaram dete hi rahna meri sabhi ka chaman mangta hai tabasum tumhara ishara tumhara ye tohfa tumhare pyar ka dil se pyara jan se pyara