SONG: Ye To Kal Ki Hai Baat Aayi Tote Ki Baraat - ये तो कल की है बात आई तोते की बारात

Ye To Kal Ki Hai Baat Aayi Tote Ki Baraat - ये तो कल की है बात आई तोते की बारात

LYRICS:
ye to kal ki hai bat aayi tote ki barat ye to kal ki hai bat aayi tote ki barat maina ne machaya shor dulha daku barati chor maina ne machaya shor dulha daku barati chor ye to kal ki hai bat aayi tote ki barat ye to kal ki hai bat aayi tote ki barat maina ne machaya shor dulha daku barati chor maina ne machaya shor dulha daku barati chor budha tha tota tedhi kamar thi assi baras ki uski umar thi budha tha tota tedhi kamar thi assi baras ki uski umar thi solah baras ki maina bihane aaya tha sabko budhu banane budhe tote ka kamal dekho dekho chala kaisi chal maina ne machaya shor dulha daku barati chor maina ne machaya shor dulha daku barati chor ye to kal ki hai baat aayi tote ki barat dulha ke piche bache the char bapu o bapu kahe bar bar bapu ho bapu dulha ke piche bache the char bapu o bapu kahe bar bar shadi rachana fir chhod jana wo khele iska kartab purana jabhi shadi ka khyal kiya isne bura hal maina ne machaya shor dulha daku barati chor maina ne machaya shor dulha daku barati chor ye to kal ki hai bat aayi tote ki barat surat hai bholi khote karam aati nahi hai isko sharam surat hai bholi khote karam aati nahi hai isko sharam dulhan thi iski beti ke jaisi kyu hone de te ham shadi aisi sunke shadi se inkar budhe ne khichi talwar maina ne machaya shor dulha daku barati chor maina ne machaya shor dulha daku barati chor ye to kal ki hai bat aayi tote ki barat yeh to sab sach hai sarkar,meri bhi sun lijye pukar dulhan k mama ne liye the mujhse pure panch hajar dulha vyapari mama dalal dono ne milke feka ye jal dulha vyapari mama dalal dono ne milke feka ye jal hota nahi ab aisa kahi dulhan kharidi jati nahi inhe dijiye wo saja aaye shadi ka maja maina ne machaya shor dulha daku barati chor maina ne machaya shor dulha daku barati chor