SONG: Ye To Kaho Kaun Ho Tum, Meri Bahaar Tum Hi To Nahi - ये तो कहो कौन हो तुम मेरी बहार तुम्ही तो नही

Ye To Kaho Kaun Ho Tum, Meri Bahaar Tum Hi To Nahi - ये तो कहो कौन हो तुम मेरी बहार तुम्ही तो नही

LYRICS:
ye to kaho kaun ho tum meri bahar tumhi to nahi ye to kaho kaun ho tum meri bahar tumhi to nahi pehale pahel thahara hai dil dil ka karar tum hi to nahi yes my darling, yes my darling, yes my darling jane kahan se aaya raahi anokha mere jaha me jaise khusbo ka jhoka khusbu ka jhoka ban ke aaya raahi anokha bhaware ki dhun phulon ki hansi rut ka nikhar tumhi to nahi meri bahar tum hi to nahi yes my darling, yes my darling, yes my darling door khada tha kahin koi albela paas jo aaya meri julafon se khela dur khada tha kahi koi albela pas jo aaya meri julafo se khela julafo se khela pas jo aaya koi albela sapno me jo milta raha mera vo pyar tumhi to nahi ye to kaho kon ho tum meri bahar tumhi to nahi pehle paher thahara hai dil dil ka karar tum hi to nahi yes my darling, yes my darling, yes my darling