SONG: Ye To Bata Rasiya, Kahe Meri Ankhiyo Se Nindiya Churaye Liye Jaye - ये तो बता रसिया, काहे मेरी अँखियों से निंदिया चुराए लिए जाए

Ye To Bata Rasiya, Kahe Meri Ankhiyo Se Nindiya Churaye Liye Jaye - ये तो बता रसिया, काहे मेरी अँखियों से निंदिया चुराए लिए जाए

LYRICS:
ye to bta rasiya ye to bta rasiya kahe meri aankhiyo se nindiya churaye liye jaye ye to bta rasiya ye to bta rasiya bas gayi naino me suratiya tihari bas gayi naino me suratiya tihari aankhiyo hi aankhiya me sari raat bitau sari raat bitau, sari raat bitau sari haye, jane ye kya hua ye to bta rasiya kahe meri aankhiyo se nindiya churaye liye jaye ye to bta rasiya baithe bithaye mora jiya kahe dhole samajh na aye kaise bole anokhe bol bole anokhe bole bol jadu kiya rasiya ye to bta rasiya kahe meri ankhiyo se nindiya churaye liyo jaye ye to bta rasiya ye to bta rasiya