SONG: Ye Titli Ye Titli - ये तितली ये तितली आजा नीली पीली तितली

Ye Titli Ye Titli - ये तितली ये तितली आजा नीली पीली तितली

LYRICS:
ye titli ye titli aaja nili pili titli ye rang rangeeli titli ye titli ye titli chamkile pankho wali chamkile rango chamkile pankho wali chamkile rango wali phulo se rang churaye kaliyo se ras le jaye phulo se rang churaye kaliyo se ras le jaye rasili titli ye titli ye hawa pe udhta phul jaise hawa pe udhta phul ye hawa pe udhta phul jaise hawa pe udhta phul chhab dikhalaye man lalchaye kisi jatan se hath na aaye chhab dikhalaye man lalchaye kisi jatan se hath na aaye chail chabili titli ye titli ye titli aaja nili pili titli ye rang rangeeli titli ye titli hey baba hey baba hey data hey data kya chaman se iska nata kis phool se iski sagai aati to kaha se aayi chanchal chanchal chanchal chakili titli ye titli ye titli