SONG: Ye Teri Kahani Hai - ये तेरी कहानी हैं

Ye Teri Kahani Hai - ये तेरी कहानी हैं

LYRICS:
ye teri kahani hai ye teri kahani hai aur meri jubani hai aur meri jubani hai hans hans ke banayi hai hans hans ke banayi hai ro ro ke sunani hai ro ro ke sunani hai ye teri kahani hai waqt bahut kam hai bas itni kahani hai bas itni kahani hai majbur mohabbat hai majbur mohabbat hai barbad jawani hai barbad jawani hai ye teri kahani hai kyu ashk pe hasta hai ye tera hi tohfa hai ye tera hi tohfa hai kyu jakhm se darta hai kyu jakhm se darta hai teri hi nishani hai teri hi nishani hai ye teri kahani hai hum kah bhi nahi sakte chup rah bhi nahi sakte chup rah bhi nahi sakte ye kaisa fasana hai ye kaisa fasana hai ye kaisi kahani hai ye kaisi kahani hai ye teri kahani hai