SONG: Ye Tablaa Kahe Dhik Hai Dhik Hai - ये तबला कहे धिक् है धिक् है

Ye Tablaa Kahe Dhik Hai Dhik Hai - ये तबला कहे धिक् है धिक् है

LYRICS:
ye tabla kahe ye tabla kahe dhik hai dhik hai saarangi kahe kinko kinko ye tabla kahe dhik hai dhik hai saarangi kahe kinko kinko manjira hath utha ke kehta hai inko inko ye tabla kahe dhik hai dhik hai saarangi kahe kinko kinko manjira hath utha ke kehta hai inko inko ye tabla kahe dhik hai dhik hai bhagwan tera teri mehnat hai mandir tera saara bharat hai jita rahe roshan ho naam tera bade bade kaam kare lal mera kam se jo bhage anzam se jo bhage daya ki bhikh mange unko ye tabla kahe dhik hai dhik hai sarangi kahe kinko kinko manjira hath utha ke kehta hai inko inko ye tabla kahe dhik hai dhik hai tu mera hi nahi sabka apna hai tu aanewale kal ka sapna hai gum kaisa tu mann ka mauji hai seema ka nanha sa fauji hai peeth jo dikhaye maidan chhod jaye jo desh ko lazaye unko unko kya bolo ye tabla kahe dhik hai dhik hai sarangi kahe kinko kinko manjira hath utha ke kehta hai inko inko ye tabla kahe dhik hai dhik hai mere nanhe nanhe phul maa ko mat jaana tu bhul tu hai, tu hai gandhi ka hakdar tu hai nehru ka avtar desh ko aur sawaar aur bhi rup nikhaar desh ki jo khaye videshi geet gaye imaan ko dubaye unko unko kya bolo ye tabla kahe dhik hai dhik hai sarangi kahe kinko kinko ye tabla kahe dhik hai dhik hai sarangi kahe kinko kinko manjira hath utha ke kahta hai inko inko ye tabla kahe dhik hai dhik hai