SONG: Ye Sitam Kya Hai Bana Kar Hamko Diwana Chale - ये सितम क्या है बना कर हमको दीवाना चले

Ye Sitam Kya Hai Bana Kar Hamko Diwana Chale - ये सितम क्या है बना कर हमको दीवाना चले

LYRICS:
ye sitam kya hai bana kar hamko diwana chale ye sitam kya hai bana kar hamko diwana chale do ghadi se to kam se kam daure paymana chale ye sitam kya hai bana kar hamko diwana chale tumse milkar yuhi hum sharabi ho gaye tumse milkar yuhi hum sharabi ho gaye dekhna aankho ke dore bhi gulabi ho gaye us najar me lo asar tum do ghadi se to kam se kam daure paymana chale ye sitam kya hai bana kar hamko diwana chale zindagi me aisi rate roz aane ki nahi zindagi me aisi rate roz aane ki nahi aa bhi jao ye ghadi daman bachane ki nahi ab adhura chhod kar tum dil ka afsana chale do ghadi to kam se kam daure paymana chale ye sitam kya hai bana kar hamko diwana chale