SONG: Ye Shokh Ada Mast Nigah - ये शोख अदा मस्त निगाह

Ye Shokh Ada Mast Nigah - ये शोख अदा मस्त निगाह

LYRICS:
ye shokh ada mast nigah, ye shokh ada mast nigah jab tadpaye chain na aaye tum hi batao kya kare ye thandi hawa rangin fiza, jab gungunaye dil ko sataye tum hi batao kya kare, ye thandi hawa rangin fiza tu mera fasana mai teri kahani tere hi sahare hai meri jindgani tu mera taswwur khwabo ki rani dil me hai dhadkan teri rat suhani ye khoi najar shamo sahar tumko bhulaye lekin na paye tum hi batao kya kare ye thandi hawa rangin fiza ye dil bhi hai tera jan bhi hai teri tu pas ho to sari dunia hai meri tu mera sahara takdir meri tere bina hai dil ki dunia andheri aye jane wafa khuda hai gawah khud ko bhulaye baithe hai haye, tum hi batao kya kare ye thandi hawa rangin fiza, jab gungunaye dil ko sataye tum hi batao kya kare, ye thandi hawa rangin fiza