SONG: Ye Sama Sama Phir Kaha Kaha - ये संमा, संमा फिर कहाँ कहाँ

Ye Sama Sama Phir Kaha Kaha - ये संमा, संमा फिर कहाँ कहाँ

LYRICS:
ye samma, samma hain ye pyar ka kisi ke intejar ka dil na chura le kahi mera mausam bahar ka ye samma, samma hain ye pyar ka kisi ke intejar ka dil na chura le kahi mera mausam bahar ka basne lage aankho me kuchh aise sapne basne lage aankho me kuchh aise sapne koi bulaye jaise naino se apane naino se apane ye samma, samma hain didaar ka kisi ke intejar ka dil na chura le kahi mera mausam bahar ka milke khayalo me hi, apane balam se milke khayalo me hi, apane balam se nind gawa li apni maine kasam se maine kasam se ye samma, samma hain khumaar ka kisi ke intejar ka dil na chura le kahi mera mausam bahar ka ye samma, samma hain ye pyar ka