SONG: Ye Sama Hum Tum Jawan Kah De To Dil Tadap Jaye - ये समां हम तुम जवान कह दो तो दिल तड़प जाये

Ye Sama Hum Tum Jawan Kah De To Dil Tadap Jaye - ये समां हम तुम जवान कह दो तो दिल तड़प जाये

LYRICS:
ye sama ham tum jawan kah do to dil tadap jaye ye pyar ki teri gali chodi na jaye haye re haye mil jaye jo tujse najar ye nanha sa dil dhadak jaye ye pyar ki teri gali chodi na jaye haye re haye bhigi bhigi ye chadni raat aakho hi aakho me jaye me khuch kahu dil khuch khe yad bairi balam ki sataye re bin tere mujh ko gam ghere rahe dil udas har dam ye sama ham tum jawan kahdo to dil tadap jaye ye pyar ki teri gali ab chodi na jaye haye re haye meri meri najro ke bheje hue tar ka to jawab do meri meri thi kya khabar tum bhi niyat ke itne kharab ho teri baki najar ki jhaki ladkhadate hai mere kadam chiki bam chiki bam chiki bam chiki bam chiki chiki chiki chiki chiki chiki bam chiki bam milne ka hai ye mausam ye shama tum jawa pahlu se dil tadap jaye ye pyar ki teri gali chodi na jaye haye re haye