SONG: Ye Ruki Ruki Hawaye Ye Bujhe Bujhe Sitare - ये रुकी रुकी हवाएँ ये बुझे बुझे सितारे

Ye Ruki Ruki Hawaye Ye Bujhe Bujhe Sitare - ये रुकी रुकी हवाएँ ये बुझे बुझे सितारे

LYRICS:
ye ruki ruki hawaye ye ruki ruki hawaye ye bhuje bhuje sitare meri rat kat rahi hai teri yaad ke sahare abhi chandni jawa hai abhi raat has rahi hai raat has rahi hai zara do ghadi to thahro zara do ghadi to thahro mere paas mere pyare mere paas mere pyare tujhe kaun ye bataye mujhe bhul jane wale tujhe kaun ye bataye mujhe bhul jane wale tujhe yaad kar rahe hai mere aansuo ke dhare zara aur pas ho ja zara dil se dil mila le tere dil ki dhadkano ko tere dil ki dhadkano ko meri aarzu pukare meri aarzu pukare ye ruki ruki hawaye ye bhuje bhuje sitare meri rat kat rahi hai teri yaad ke sahare