SONG: Ye Rangeen Mehfil Gulaabi-Gulaabi - ये रंगीन महफ़िल गुलाबी-गुलाबी

Ye Rangeen Mehfil Gulaabi-Gulaabi - ये रंगीन महफ़िल गुलाबी-गुलाबी

LYRICS:
la la la la la, la la la la la, aa haa haa ye rangeen mehfil gulaabi-gulaabi mere dil kaa aalam sharaabi-sharaabi ye rangeen mehfil nazar se nazar ki mulaaqat dekhi adaaon ke teeron ki barsat dekhi ho bahut dekhe hamne dil dene wale magar tujhmein zalim nayi baat dekhi dekh kar umr bhar ki khushi mil gayi ye rangeen mehfil gulaabi-gulaabi mere dil kaa aalam sharaabi-sharaabi ye rangeen mehfil kisi se kabhi pyaar kar ke to dekho kisi husn waale pe mar ke to dekho ho toofaan ke daaman mein laakhon kinaare ye sholon kaa dariyaa guzar ke to dekho ik nayi bekhudi ik nayi raushni mil gayi ye rangeen mehfil gulaabi-gulaabi mere dil kaa aalam sharaabi-sharaabi ye rangeen mehfil