SONG: Ye Rang Na Chhootega Ulfat Ki Nishani Hai - ये रंग ना छूटेगा उल्फ़त की निशानी है

Ye Rang Na Chhootega Ulfat Ki Nishani Hai - ये रंग ना छूटेगा उल्फ़त की निशानी है

LYRICS:
ye rang na chutega ulfat ki nishani hai ye rang na chutega ulfat ki nishani hai kuch tera fasana hai kuch meri kahani hai ye rang na chutega ulfat ki nishani hai ye rang na chutega lahara ke utha mausam, ruth banke karar aayi lahara ke utha mausam, ruth banke karar aayi aayi to magar kitna tarsa ke bahar aayi tarsa ke bahar aayi, par kitni suhani hai ye rang na chutega aanke hai tumhari ya chalka hua paimana aanke hai tumhari ya chalka hua paimana apna to mohbbat me ho gaya diwana ya hum hi diwane ya ruth hi diwani hai ye rang na chutega dekho na bhula dena in pyar ki vaado ko dekho na bhula dena in pyar ki vaado ko jab preet lagi tumse, kuch maine bithayi hai ye rang na chutega ulfat ki nishani hai kuch tera fasana hai kuch meri kahani hai ye rang na chutega ulfat ki nishani hai ye rang na chutega