SONG: Ye Raaten, Ye Mausam, Nadi Kaa Kinaaraa, Ye Chanchal Havaa - ये रातें ये मौसम, नदी का किनारा

Ye Raaten, Ye Mausam, Nadi Kaa Kinaaraa, Ye Chanchal Havaa - ये रातें ये मौसम, नदी का किनारा

LYRICS:
ye raate ye mausam nadi kaa kinara ye chanchal havaa kahaa do dilo ne ki hoge na mil kar kabhi ham judaa ye raate ye mausam nadi kaa kinara ye chanchal havaa ye kyaa baat hai aaj ki chandani me ye kyaa baat hai aaj ki chandani me ke ham kho gaye pyaar ki raagini me ye baaho me baahe, ye bahki nigaahe lo aane lagaa zindagi kaa mazaa ye raate ye mausam nadi kaa kinara ye chanchal havaa sitaaro ki mahfil ne karke isharaa sitaaro ki mahfil ne karke ishara kaha ab to saaraa jahaan hai tumhara mohabbat javaan ho khulaa aasamaan ho kare koi dil aarazu aur kyaa ye raate ye mausam nadi kaa kinara ye chanchal havaa kasam hai tumhe tum agar mujhse ruthe kasam hai tumhe tum agar mujhse ruthe rahe saas jab tak ye bandhan na tute tumhe dil diyaa hai ye vaadaa kiyaa hai sanam mai tumhaari rahungi sadaa ye raate ye mausam nadi kaa kinara ye chanchal havaa kahaa do dilo ne ki hoge na mil kar kabhi ham judaa ye raate ye mausam nadi kaa kinara ye chanchal havaa