SONG: Ye Raat Ye Chaandani Phir Kaha Sun Jaa Dil Ki - ये रात ये चाँदनी फिर कहाँ सुन जा दिल की

Ye Raat Ye Chaandani Phir Kaha Sun Jaa Dil Ki - ये रात ये चाँदनी फिर कहाँ सुन जा दिल की

LYRICS:
ye raat ye chaandani phir kahaa sun jaa dil ki daastaa ye raat ye chaandani phir kahaa sun jaa dil ki daastaa pedoin ke shakoin pe pedoin ke shakoin pe soi soi chaandni pedoin ke shakoin pe tere khayalo mein khoi khoi chandni aaur thodi deer mein thak ke laute jaaygi raat ye bahar ki phir kabhi na aaygi door ek pal or hai ye samaan sun jaa dil ki daastaa lehron ke honto pe lehron ke honto pe dheema dheema raag hai lehron ke honto pe bheegi hawaon mein thandi thandi aag hai iss hassen aag me tu bhi jal ke dhekh le zindagi ke geeton ki dhun badal ke dekh le khul ne de ab dhadkno ki zuba sun jaa dil ki daastaa jaati bahare hain jaati bahare hain utte jawania jaati bahare hai taaron ki chaon me kehle kahania ek baar chal diye agar tujhe pukaar ke laut kr na aaenge kafile bahar ke ek baar chal diye agar tujhe pukaar ke laut kr na aaenge kafile bahar ke aaja abhi zindagi hai jawan sun jaa dil ki daastaa ye raat ye chaandani phir kahaa sun jaa dil ki daastaa daastaa daastaa daastaa