SONG: Ye Raat Hai Mahtabi Sama Hai Diwana - ये रात है महताबी समा है दीवाना

Ye Raat Hai Mahtabi Sama Hai Diwana - ये रात है महताबी समा है दीवाना

LYRICS:
ye rat hai mahtabi sama hai deewana utha zara jhuka zara nigahe mastana ye rat hai mahtabi sama hai deewana utha zara jhuka zara nigahe mastana dekho to bahe yeh nazar nazar khilne ka chandni dhalti hai yeh waqt hai milne ka dekho to bahe yeh nazar nazar khilne ka chandni dhalti hai yeh waqt hai milne ka nazar mile jhalak pade nazar ka paimana ye rat hai mahtabi sama hai deewana utha zara jhuka zara nigahe mastana pyar se ao bhi ussi tarah lahara ke dil ki hai dil mein kidhar chale ghabra ke pyar se ao bhi ussi tarah laha ra ke dil ki hai dil mein kidhar chale ghabra ke zuda hai kyu khafa hai kyu sama se parvana ye rat hai mahtabi sama hai deewana utha zara jhuka zara nigahe mastana hotho pe khilti yeh ruki ruki si bate ati kaha se hai yeh mohabbato ki rate hotho pe khilti yeh ruki ruki si bate ati kaha se hai yeh mohabbato ki rate zuba se jo na kah sako vo mujhse sun jana ye rat hai mahtabi sama hai deewana utha zara jhuka zara nigahe mastana ye rat hai mahtabi sama hai deewana utha zara jhuka zara nigahe mastana ye rat hai mahtabi sama hai deewana utha zara jhuka zara nigahe mastana