SONG: Ye Raat Bhi Jaa Rahi Hai, Ki Gham Ki Ghata Chha Rahi Hai - ये रात भी जा रही हैं के ग़म की घटा छा रही हैं

Ye Raat Bhi Jaa Rahi Hai, Ki Gham Ki Ghata Chha Rahi Hai - ये रात भी जा रही हैं के ग़म की घटा छा रही हैं

LYRICS:
ye raat bhi ja rahi hai ke gam ki ghata chha rahi hai mere humdam tu nahi aaya ye raat bhi ja rahi hai ja rahi hai, ja rahi hai nahi jis taraf koi manjil usi raah pe chal rahi hu teri yaad me o sitamgar sama ki tarah jal rahi hu teri yaad me o sitamgar sama ki tarah jal rahi hu jal rahi hu sama bujhi ja rahi hai mere humdam tu nahi aaya huyi dushmani aasma ki mohabbat ki har daasta ki kahin ye na ho ke tu aaye chale jaye hum is jahan se is jahan se hotho pe ja rahi hai mere humdam tu nahi aaya ye raat bhi ja rahi hai ja rahi hai, ja rahi hai