SONG: Ye Raat Aashiqana Chaya Sama Suhana - ये रात आशिकाना छाया समा सुहाना

Ye Raat Aashiqana Chaya Sama Suhana - ये रात आशिकाना छाया समा सुहाना

LYRICS:
ye raat aashikana chaya sama suhana najre milane wale dil bhi jara milana julfe hasi ghataye aankhe sharab khana tujhse najar mili kya dil ho gaya diwana tere liye hai aaja palko ke ye ishare hontho ki mast kaliya aankho ke shokh tare chaya hua nasha hai apni kise khabar hai kya jane mai kaha hu kya jane dil kidhar hai kuch keh raha hai tujhse ye dilruba jamana najre milane wale dil bhi jara milana julfe hasi ghataye aankhe sharab khana tujhse najar mili kya dil ho gaya diwana behke hue kadam hai behki hui fiza hai dil ka har ek arma tujhko pukarta hai dil me tujhe bitha leaankho me aa chupa le ye door ke ishare hamko na maar dale ye raat aashikana