SONG: Ye Raah Badi Mushkil Hai Anjaan Abhi Tera Dil Hai - ये रात बड़ी मुश्किल है अनजान अभी तेरा दिल है

Ye Raah Badi Mushkil Hai Anjaan Abhi Tera Dil Hai - ये रात बड़ी मुश्किल है अनजान अभी तेरा दिल है

LYRICS:
ye raat badi mushkil hai anjaan abhi tera dil hai soorat pe na jaa baaton mein na aa har cheez yahaan kaatil hai ye raah badi mushkil hai anjaan abhi tera dil hai kaaghaz ke phool mein khushboo kyun dhundh raha nadaan tu yahaan rang ka jaal bichhaye baithe hain lutere harsu yahaan dil na lagaa daaman ko bachha ye daghaabaaz mahfil hai ye raat badi mushkil hai anjaan abhi tera dil hai lahraati chamakti rahti paani ka hai dhokha deti ye sholon ki hai kheti masoom nazar kya jaane ye sholon ki hai kheti mat pyaas bujha dhokhe mein naa aa ye badi tedhi manzil hai ye raat badi mushkil hai anjaan abhi tera dil hai soorat pe na jaa baaton mein na aa har cheez yahaan kaatil hai ye raah badi mushkil hai anjaan abhi tera dil hai