SONG: Ye Pyar Ka Zamana - ये प्यार का ज़माना ये कैसा है जमाना

Ye Pyar Ka Zamana - ये प्यार का ज़माना ये कैसा है जमाना

LYRICS:
ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana tum kaho kaise na ho koi diwana ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana tum kaho kaise na ho koi diwana ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana ye ras bhri honth teri patiya gulab ki ye ras bhri honth teri patiya gulab ki ye ankhiya dekhne lagi duniya khrab ki ham dil se begane dil ham se begana tum kaho kaise na ho koi diwana ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana tum kaho kaise na ho koi diwana ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana dhudhti hai tujhe meri aankhe chand tharo mein dhudhti hai tujhe meri aankhe chand tharo mein tere jesa ful koi dekha na baharo mein main teri hi kahani hu tum mera hi fsana tum kaho kaise na ho koi diwana ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana tum kaho kaise na ho koi diwana ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana jane kaha manjil hai dil ae bekrar ki jane kaha manjil hai dil ae bekrar ki jaha ruk jaye wahi duniya hai pyar ki hai total mein hamari jawani ka zamana tum kaho kaise na ho koi diwana ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana tum kaho kaise na ho koi diwana ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana