SONG: Ye Pyar Ka Nasha, Nasha Bhi Hai Aisa - ये प्यार का नशा, नशा भी है ऐसा

Ye Pyar Ka Nasha, Nasha Bhi Hai Aisa - ये प्यार का नशा, नशा भी है ऐसा

LYRICS:
ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa kyu ghumta hai dil deewana ho jaise hai khwab ya kahani milan hai ye kaisa ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa kya pata kab hua kyu hua samna dil ne di ye sada thaam na thaam na jo hua so hua dil se dil ko mila ek kali jo hase bagh sara khilta hai hai khwab ya kahani milan hai ye kaisa ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa bhul kar ye jahan pyar me hum chale koi aahe bhare dil kisi ka jale ae mere hum safar hum chlenge waha pyar ki ho zameen pyar ka asman hai khwab ya kahani milan hai ye kaisa ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa kyu ghumta hai dil deewana ho jaise hai khwab ya kahani milan hai ye kaisa ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa