SONG: Ye Powder Ye Surkhiya Gira Rahi Hai Bijliya - ये पाउडर ये सूर्खिया गिरा रही है बिजलियाँ

Ye Powder Ye Surkhiya Gira Rahi Hai Bijliya - ये पाउडर ये सूर्खिया गिरा रही है बिजलियाँ

LYRICS:
ye powder ye surkiya gira rahi hai bijliya ye bambai ki naar aur vilayti singar are duhai hai bahut najar na fekiye jara shakl to dekhiye na roop hai na rang hai hai goriya ke sang haye duhai hai bhul kahi ghar ka pata ulfat me jao na prem nagar dil ki gali ek din bhi aao na galiyo ke romeo tu aise na machal ye powder ye surkiya gira rahi hai bijliya ye bambai ki naar aur vilayti singar are duhai hai gore gore gaal wali sadke iss chal ke tum to yehi girne lage dekho sambhal ke baat jara chikni thi dil gaya fisal bahut najar na fekiye jara shakl to dekhiye na roop hai na rang hai hai goriya ke sang are duhai hai