SONG: Ye Pahad Rond Daale - ये पहाड़ रौंद डाले

Ye Pahad Rond Daale - ये पहाड़ रौंद डाले

LYRICS:
ye pahaad rond daale ke zamin pees daale na dabe na dab sakenge kabhi pyaar karne vaale kah do kah do ki mohabbat se na takraaye zamaana kah do ki mohabbat se na takraaye zamaana aasaan nahi pyaar ke deepak ko bujhaana kah do kah do ki mohabbat se na takraaye zamaana kah do aakaash se takraayegi fariyaad kisi ki aakaash se takraayegi fariyaad kisi ki hil jaayega sansaar hil jaayega sansaar zamin kaanp uthegi sooraj ko milega na sitaaro ko thikaana kah do kah do ki mohabbat se na takraaye zamaana kah do aaho mein vo shole hain ke chhup jaayen hawaaye aaho mein vo shole hain ke chhup jaayen hawaaye jal jaaye jhulas jaaye sulag jaaye ghataaye ud jaayen dhuaan ban ke zamaane ka zamaana kah do kah do ki mohabbat se na takraaye zamaana kah do ham sar se kafan baandh ke aaye hai muqaabil haatho pe liye jaan to thokar mein liye dil haatho pe liye jaan to thokar mein liye dil ae maut kisi aur ko marne se daraana kah do kah do ki mohabbat se na takraaye zamaana kah do