SONG: Ye Nazar Takti Hai Nishana - ये नजर ताकती है निशाना

Ye Nazar Takti Hai Nishana - ये नजर ताकती है निशाना

LYRICS:
ye nazar takti hai nishana koi bhule se ghayal na ho ye nazar takti hai nishana koi bhule se ghayal na ho is se bachkar rahe ye zamana koi nazro pe mayal na ho is se bachkar rahe ye zamana koi nazro pe mayal na ho nazar nahi hai ye hai mastiyo ka paimana nazar nahi hai ye hai mastiyo ka paimana isi ke milne se hota hai koi diwana isi ke milne se hota hai koi diwana isi nazar me hai har zindagi ka afsana isi nazar me hai har zindagi ka afsana yahi nazar ko bana dega sabse begana yahi nazar ko bana dega sabse begana hosh jisko ho apne bachana us nazar ke mukabil na ho hosh jisko ho apne bachana us nazar ke mukabil na ho ye nazar takti hai nishana koi bhule se ghayal na ho yahi nazar to do aalam tabah karti hai yahi nazar to do aalam tabah karti hai yahi nazar to har ek dil me rah karti hai yahi nazar to har ek dil me rah karti hai yahi nazar to mitane ki chah karti hai yahi nazar to mitane ki chah karti hai ye war karti hai aur bepanah karti hai ye war karti hai aur bepanah karti hai is nazar se nahi kuch bhi pana koi apna hi katil na ho is nazar se nahi kuch bhi pana koi apna hi katil na ho ye nazar takti hai nishana koi bhule se ghayal na ho