SONG: Ye Nanha Sa Musafir - ये नन्हा सा मुसाफिर

Ye Nanha Sa Musafir - ये नन्हा सा मुसाफिर

LYRICS:
ye nanha sa musafir kahi na kho jaye dua karo ye safar khairiyat se ho jaye saat samndar paar se chhod ke pardesh ko tinku chala apne desh ko saat samndar paar se chhod ke pardesh ko tinku chala apne desh ko ye kya ho gaya tinku kho gaya ye kya ho gaya tinku kho gaya apne sath usko koi anjaan le gaya chhod ke raste mein uska saman le gaya lut ke chhote se dil ke arman le gaya dekar dhokha pyar se saat samndar paar se chhod ke pardesh ko tinku chala apne desh ko ek to the sanjog duje jag ke log logo ne ye kam kiya haye kitne paap ka bhukha pyara tinku ladla maa baap ka chhote se hatho se pakde daman aapka maange bhikh pukar se unko kya malum yahi hai wo majlul jiska janmdin wo manane aaye apne dekho banke yu begane aaye hai tinku ko tinku kiyaad dilane aaye hai yado ke tyauhar se saat samndar paar se chhod ke pardesh ko tinku chala apne desh ko begano ka pyar do din ki bahar apni god bhari to gair ki mamta mar gayi jin aankho mein pyar tha un mein nafart bhar gayi tinku itni jor se roya duniya dar gayi ud gaya panchhi daar se haye kho gaya tinku so gaya tinku so gaya tinku so gaya tinku so gaya tinku jaag uthe maange ye dua sare lekin jisko raam bachaye kaun use maare teer se talwar se