SONG: Ye Meri Chalti Phirti Lash (Wo Mujhse Door Mai Majboor) - वो मुझसे दूर मैं मजबूर जाऊं तो किधर जाऊं

Ye Meri Chalti Phirti Lash (Wo Mujhse Door Mai Majboor) - वो मुझसे दूर मैं मजबूर जाऊं तो किधर जाऊं

LYRICS:
wo mujhse dur mai majbur jau to kidhar jau mai barbadi ka apni haal sabko kaise sunau tere lutne ki hai diljani kab unko khabar hogi ye meri chalti firti lash kal gairo ke ghar hogi tere lutne ki hai diljani kab unko khabar hogi ye meri chalti firti lash kal gairo ke ghar hogi uthi hai andhiya gum ki meri dunia se jane ko bahar aane se pahle bijliya aayi jalane ko ummido ki kali khilne se pahle khak par hogi ye meri chalti firti lash kal gairo ke ghar hogi tere lutne ki hai diljani kab unko khabar hogi ye meri chalti firti lash kal gairo ke ghar hogi tere lutne ki garibo ki taraf bhi dekh o neele gagan wale hamari bekasi se khelte hai aaj dilwale yahi hai zindagi ko zindagi kaise basar hogi ye meri chalti firti lash kal gairo ke ghar hogi tere lutne ki hai diljani kab unko khabar hogi ye meri chalti firti lash kal gairo ke ghar hogi tere lutne ki