SONG: Ye Matwala Gaadiwala - ये मतवाला गाड़ीवाला

Ye Matwala Gaadiwala - ये मतवाला गाड़ीवाला

LYRICS:
ye matwala gaadi wala jiya le jata hai preet laga ke drd jaga ke daga de jata hai ye matwala ye matwala gaadi wala jiya le jata hai preet laga ke drd jaga ke daga de jata hai ye matwala khet hara hai dhan bhara hai unchi unchi waliya thumak thumak kheto me nache choli ghaghar waliya fasle deti taliya apne nagar ko pyar ke ghar ko bhula ke jata hai preet laga ke drd jaga ke daga de jata hai ye matwala grm lagegi chhaw gaon ki mithe jag ki nokri inhe dur ka dhol suhana fiki ghar ki pankri mai aeso pe kyu mari kar dil khatta mera duptta uda le jata hai preet laga ke drd jaga ke daga de jata hai ye matwala ye matwala gaadi wala jiya le jata hai preet laga ke drd jaga ke daga de jata hai ye matwala