SONG: Ye Mast Najar Shokh Ada Kishke Liye Hai - ये मस्त नज़र शोख़ अदा किसके लिए हैं

Ye Mast Najar Shokh Ada Kishke Liye Hai - ये मस्त नज़र शोख़ अदा किसके लिए हैं

LYRICS:
ye mast najar shokh adaa kiske liye hain tum hi kaho na na tum hi kaho arman bhara dil ye tera kiske liye hain tum hi kaho tum hi kaho ye mast najar shokh adaa kiske liye hain tum hi kaho na na tum hi kaho arman bhara dil ye tera kiske liye hain tum hi kaho na na tum hi kaho ye nain chale kiske liye teer chhupake ye nain chale kiske liye teer chhupake jo le gaya naino se meri nind churake ye husn ki rangin bala kiske liye hain tum hi kaho na na tum hi kaho arman bhara dil ye tera kiske liye hain tum hi kaho tum hi kaho phirte ho pichhe pichhe kyu hum jaye jidhar se puchho na hume, puchh lo apni hi najar se phirte ho pichhe pichhe kyu hum jaye jidhar se puchho na hume, puchh lo apni hi najar se har roj ye bahana naya kiske liye hain tum hi kaho tum hi kaho ye mast najar shokh adaa kiske liye hain tum hi kaho na na tum hi kaho kyun hum se baar baar na takarar chahiye kyun hum se baar baar na takarar chahiye jeene ke liye kuch to chhedchhad chahiye takarar me ye pyar chhupa kiske liye hain tum hi kaho tum hi kaho ye mast najar shokh adaa kiske liye hain tum hi kaho tum hi kaho arman bhara dil ye tera kiske liye hain tum hi kaho tum hi kaho