SONG: Ye Mard Bade Dil Sard - ये मर्द बड़े दिल सर्द

Ye Mard Bade Dil Sard - ये मर्द बड़े दिल सर्द

LYRICS:
ye mard bade dil sard bade bedard na dhokha khaana mithi mithi batiyo me bhool ke na aana ye mard bade dil sard bade bedard na dhokha khaana mithi mithi batiyo me bhool ke na aana hote hain chhote dil ke lambi zubaan vaale dete hain maal khota unchi dukaan vaale hote hain chhote dil ke lambi zubaan vaale dete hain maal khota unchi dukaan vaale chhota munh aur baat badi ye hai dastoor puraana mithi mithi batiyo me bhool ke na aana ye mard bade dil sard bade bedard na dhokha khaana mithi mithi batiyo me bhool ke na aana baat pate ki hai ye maano jo mera kahana achchha hai aag se to door hi door rahana baat pate ki hai ye maano jo mera kahana achchha hai aag se to door hi door rahana jhoothi inki jaat badi ye hai dastur puraana mithi-mithi batiyo me bhool ke na aana ye mard bade dil sard bade bedard na dhokha khaana mithi mithi batiyo me bhool ke na aana ye mard bade dil sard bade bedard na dhokha khaana mithi mithi batiyo me bhool ke na aana