SONG: Ye Mard Bade Dil Sard Bade (Male) - ये मर्द बड़े दिल सर्द बड़े

Ye Mard Bade Dil Sard Bade (Male) - ये मर्द बड़े दिल सर्द बड़े

LYRICS:
duniya ke sath chalo, naya jamana hai ye mardo ko dosh dena, raag purana hai ye duniya ke sath chalo, naya jamana hai ye mardo ko dosh dena, raag purana hai ye jhuthi inki jaat kaho ya kaho inhe diwana mardo ka fir bhi gulam hai zamana ye mard bade dilsard bade bedard chalo ji mana mardo ka fir bhi gulam hai zamana gussa, gurur, ladna nari ki bhul hai ye thanda mizaz rakhna pahla asul hai ye gussa garur ladna nari ki bhul hai ye thanda mizaz rakhna pahla asul hai ye bat pate ki kahta hu mai chahe kaho diwana mardo ka fir bhi gulam hai zamana ye mard bade dilsard bade bedard chalo ji mana mardo ka fir bhi gulam hai zamana ye mard bade dilsard bade bedard chalo ji mana mardo ka fir bhi gulam hai zamana