SONG: Ye Mahalon, Ye Takton, Ye Taajon Ki Duniyaa - ये महलों, ये तख़्तों, ये ताजों की दुनिया

Ye Mahalon, Ye Takton, Ye Taajon Ki Duniyaa - ये महलों, ये तख़्तों, ये ताजों की दुनिया

LYRICS:
ye mahalo, ye takto, ye tajo ki duniya ye inasa ke dushman samajo ki duniya ye mahalo, ye takto, ye tajo ki duniya ye inasa ke dushman samaajo ki duniya ye daulat ke bhukhe rivaazo ki duniya ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai har ek jism ghaayal, har ek ruh pyaasi nigaaho me ulajhan, dilo mein udaasi ye duniya hai yaa aalam-e-badahavaasi ye duniya agar mil bhi jaye to lya hai jahaa ek khilaunaa hai inasaa ki hasti ye basti hai murdaa-parasto ki basti jahaa aur jivan se hai maut sasti ye duniya agar mil bhi jaye to kya hai jawani bhatkati hai bejaar banakar jawa jism sajte hai bajar banakar jaha pyar hota hai vyapar banakar ye duniya agar mil bhi jaye to lya hai ye duniya jaha aadami kuch nahi hai wafa kuch nahi, dosti kuch nahi hai ye duniya jaha aadami kuch nahi hai wafa kuch nahi, dosti kuch nahi hai jaha pyar ki kadar hi kuch nahi hai ye duniya agar mil bhi jaye to kya hai jala do, jala do ise funk dalo ye duniya mere samne se hata lo ye duniya tumhi hai tum hi sambhalo ye duniya, ye duniya