SONG: Ye Kya Kiya Re Duniyawale - ये क्या किया रे दुनिया वाले

Ye Kya Kiya Re Duniyawale - ये क्या किया रे दुनिया वाले

LYRICS:
yeh kya kiya re duniyawale jaha ke ghum tune sabhi mujhko de dale yeh kya kiya re duniyawale jaha ke ghum tune sabhi mujhko de dale yeh kya kiya re duniyawale o re bedardi o harajayi, dekh li maine teri kudayi o re bedardi o harajayi, dekh li maine teri kudayi pehle hi meraa dil ghayal tha aur bhi uss par chot lagayi tune rulake mujhe dar dar phira ke mujhe kab ke yeh araman nikale yeh kya kiya re duniyawale jaha ke ghum tune sabhi mujhko de dale yeh kya kiya re duniyawale subah kaa suraj rat ke tare, ban gaye sab ke sab angare subah kaa suraj rat ke tare, ban gaye sab ke sab angare aas ke bandhan tod ke tune chhin liye sabhi sang sahare mere lahu ki kasam aur bhi kar le sitam aag too dil ki bujhale yeh kya kiya re duniyawale jaha ke ghum tune sabhi mujhko de dale yeh kya kiya re duniyawale jaha ke ghum tune sabhi mujhko de dale yeh kya kiya re duniyawale