SONG: Ye Kya Kiya Chauth Mata - ये क्या किया चौथ माता

Ye Kya Kiya Chauth Mata - ये क्या किया चौथ माता

LYRICS:
ye kya kiya chauth mata kahe tod liya mujhse nata laaj bacha meri ek aasha hain teri dukh ye saha na jata ye kya kiya chauth mata kuch bhi mera apraadh nahi hain main nirdosh hu maiya kuch bhi mera apraadh nahi hain main nirdosh hu maiya anjane me kar baitha hain bhul mera ek bhaiya bhul mera ek bhaiya hey sukh data kyu ban gayi tu hey sukh data kyu ban gayi tu mere liye dukh data ye kya kiya chauth mata ye kya kiya chauth mata phir se jaga de aake bhagwati bhaag meri nathni ka phir se jaga de aake bhagwati bhaag meri nathni ka meri vidhwa preet ko de de phir suhaag ka tika phir suhaag ka tika lauta de mere pramshwar ko lauta de mere pramshwar ko un bin kuch nahi suhata ye kya kiya chauth mata ye kya kiya chauth mata jab se main bichhadi preetam se aag se khel rahi hu jab se main bichhadi preetam se aag se khel rahi hu laalat rah ke apmano ki jhadiya jhel rahi hu jhadiya jhel rahi hu ab to sara ka sara zamana ab to sara ka sara zamana ek sati ko satata ye kya kiya chauth mata kahe tod liya mujhse nata laaj bacha meri ek aasha hain teri dukh ye saha na jata ye kya kiya chauth mata