SONG: Ye Kya Kar Dala Tune - ये क्या कर डाला तूने

Ye Kya Kar Dala Tune - ये क्या कर डाला तूने

LYRICS:
ye kya kar dala tune dil tera ho gaya hasi hasi me jalim dil mera kho gaya ye kya kar dala tune dil tera ho gaya hasi hasi me jalim dil mera kho gaya wo khel dikhaya tune madhosh banaya tune wo khel dikhaya tune madhosh banaya tune o jadugar matwale, bechain banaya tune o jadugar matwale, bechain banaya tune tune re piya, kaisa diya, najro ka paymana ye kya kar dala tune dil tera ho gaya hasi hasi me jalim dil mera kho gaya ye kya kar dala tune dil tera ho gaya hasi hasi me jalim dil mera kho gaya jab aankh mile sharmau mai khoi khoi jau jab aankh mile sharmau mai khoi khoi jau aankho ki kaliya kape jab samne tujhko pau aankho ki kaliya kape jab samne tujhko pau sun mere dil, sapno me mil, dard hua diwana ye kya kar dala tune dil tera ho gaya hasi hasi me jalim dil mera kho gaya ye kya kar dala tune dil tera ho gaya hasi hasi me jalim dil mera kho gaya pehle tha zamana fika ab laage tikha tikha pehle tha zamana fika ab laage tikha tikha mausam ka dil bhi dhadke kuch haal na pucho ji ka mausam ka dil bhi dhadke kuch haal na pucho ji ka main bhi yaha tu bhi yaha pyar se pyar sajana ye kya kar dala tune dil tera ho gaya hasi hasi me jalim dil mera kho gaya ye kya kar dala tune dil tera ho gaya hasi hasi me jalim dil mera kho gaya