SONG: Ye Kya Ho Gaya Dil Se Dil Mil Ke Chhuta - ये क्या हो गया दिल से दिल मिल के छुटा

Ye Kya Ho Gaya Dil Se Dil Mil Ke Chhuta - ये क्या हो गया दिल से दिल मिल के छुटा

LYRICS:
ye kya ho gaya dil se, dil mil ke chhuta jawani ne ghera haye, mohabbat ne luta ye kya ho gaya dil se, dil mil ke chhuta jawani ne ghera haye, mohabbat ne luta wafao ke badle mili hai zafaye mili hai zafaye bharosa hi kya ab jo aaye na aaye aaye na aaye na samjha mujhe dil bada hai tu jhuta jawani ne ghera haye, mohabbat ne luta ye kya ho gaya dil se, dil mil ke chhuta jawani ne ghera haye, mohabbat ne luta mohabbat jawa hai jawani jawa hai jawani jawa hai magar aaj humpe to chhai fija hai chhai fija hai do aansu bahe ho koi taar tuta jawani ne ghera haye, mohabbat ne luta ye kya ho gaya dil se, dil mil ke chhuta jawani ne ghera haye, mohabbat ne luta