SONG: Ye Kiya Tune Kaisa Jadu - ये किया तूने कैसा जादू

Ye Kiya Tune Kaisa Jadu - ये किया तूने कैसा जादू

LYRICS:
ye kiya tune kaisa jadu dil pe nahi hai mujhe kabu ye kiya tune kaisa jadu dil pe nahi hai mujhe kabu mudne laga dil mera chahat ki hawao me chhane lagi masti si matwali ghatao me mudne laga dil mera chahat ki hawao me chhane lagi masti si matwali ghatao me hum jo chale phool khile aai azab khusubu ye kiya tune kaisa jadu dil pe nahi hai mujhe kabu ye kiya tune kaisa jadu dil pe nahi hai mujhe kabu badhne lagi thi had se kuch pyaas nigaho ki mil hi gayi zulfo se moje teri baaho ki badhne lagi thi had se kuch pyaas nigaho ki mil hi gayi zulfo se moje teri baaho ki aaya maza ek nasha chhane laga har su ye kiya tune kaisa jadu dil pe nahi hai mujhe kabu ye kiya tune kaisa jadu dil pe nahi hai mujhe kabu