SONG: Ye Kis Manzil Pe Le Aayi Meri Badqismati - ये किस मंजिल पे ले आई मेरी बदकिस्मती

Ye Kis Manzil Pe Le Aayi Meri Badqismati - ये किस मंजिल पे ले आई मेरी बदकिस्मती

LYRICS:
ye kis manjil pe le aayi ye kis manjil pe le aayi meri badkismati mujhko jaha hasrat se mudkar dekhti hai jindagi mujhko ye kis manjil pe le aayi mere daman me kate rakh diye phulo ke badle me phulo ke badle me mere daman me kate rakh diye phulo ke badle me phulo ke badle me mere malik bata aisi saja kyu di gayi mujhko kis manjil pe le aayi dile nadan teri bato me aakar lut gaya hu mai lut gaya hu mai dile nadan teri bato me aakar lut gaya hu mai lut gaya hu mai bahut tadpa rahi hai aaj meri dilkashi mujhko kis manjil pe le aayi meri jindagi hai ya andheri rat sawan ki rat sawan ki meri jindagi hai ya andheri rat sawan ki rat sawan ki najar aati nahi ab dur tak bhi roshni mujhko kis manjil pe le aayi ye kis manjil pe le aayi meri badkismati mujhko jaha hasrat se mudkar dekhti hai jindagi mujhko ye kis manjil pe le aayi