SONG: Ye Khwab Sa Dekha Tha Bas Jane Wafa Tum Ho - ये ख्वाब सा देखा था बस जाने वफ़ा तुम हो

Ye Khwab Sa Dekha Tha Bas Jane Wafa Tum Ho - ये ख्वाब सा देखा था बस जाने वफ़ा तुम हो

LYRICS:
yeh khwab sa dekha tha bas janewafa tum ho yeh khwab sa dekha tha bas janewafa tum ho hum jaage to ye jana jeene ki saja tum ho jeene ki saja tum ho araman bhare dil ko araman bhare dil ko ek zahar pilaya hai ek zahar pilaya hai wo saaz ho tum jisne nagmo ko rulaya hai nagmo ko rulaya hai ab tum hi zara socho kya iske siwa tum ho ab tum hi zara socho kya iske siwa tum ho hum jaage to ye jana jeene ki saja tum ho jeene ki saja tum ho tum pyasi nigaho ki kya pyas bujhaogi tum pyasi nigaho ki kya pyas bujhaogi kuch dard siwa hoga jab samne aaogi bejaan baharo ki berang fiza tum ho bejaan baharo ki berang fiza tum ho hum jaage to ye jana jeene ki saja tum ho jeene ki saja tum ho jis haal me hain humko us haal me rehne do jis haal me hain humko us haal me rehne do ashqo ki juban se tum itna hume kehne do jo ruh ko jhulsa de wo garm hawa tum ho jo ruh ko jhulsa de wo garm hawa tum ho yeh khwab sa dekha tha bas janewafa tum ho hum jaage to ye jana jeene ki saja tum ho