SONG: Ye Kaun Hai Jiske Aane Se Suraj Ki Kiran Sharmai Hai - ये कौन है जिसके आने से सूरज की किरण शरमाई है

Ye Kaun Hai Jiske Aane Se Suraj Ki Kiran Sharmai Hai - ये कौन है जिसके आने से सूरज की किरण शरमाई है

LYRICS:
ye kaun hai jiske aane se, suraj ki kiran sharmai hai ye kaun hai jiske aane se, suraj ki kiran sharmai hai ye kiske badan ke sholo ne, pani me aag lagai hai ye kiske badan ke sholo ne, pani me aag lagai hai ye kaun hai jiske aane se, ye thandi pawan lahrayi hai ye kaun hai jiske aane se, ye thandi pawan lahrayi hai ye kiske machalte gito ne, maujo ko tadap sikhlai hai ye kiske machalte gito ne, maujo ko tadap sikhlai hai ye kiski nashili jolfo ki, parchai padi hai lahro par ye kiski nashili jolfo ki, parchai padi hai lahro par aakash pe ek badal bhi nahi, nadiya me ghata ghir aayi hai aakash pe ek badal bhi nahi, nadiya me ghata ghir aayi hai ye kaun khada maujo me, tufan liye armano ka ye kaun khada maujo me, tufan liye armano ka hai laz se dil pani pani, ye kisse najar takrayi hai hai laz se dil pani pani, ye kisse najar takrayi hai ye kiske badan ke sholo ne, pani me aag lagai hai ye kiske machalte gito ne, maujo ko tadap sikhlai hai ye kaun hai jiske aane se, suraj ki kiran sharmai hai